People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 5 *

Aadmi Sadak Ka
Singer: Mohammad Rafi
Music: Ravi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Sadak-Ka/Aadmi-Sadak-Ka
koyi kaam nahi hai mushkil jab kiya iraada pakka
ke main hoon aadami sadak ka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koyi kaam nahi hai mushkil jab kiya iraada pakka
ke main hoon aadami sadak ka
ke main hoon aadami sadak ka

mohabbat mera dharm imaan hai
mohabbat mera dharm imaan hai
meri jaat toh sirf insaan hai
wahi jisne banaaye hain dono jahaan
wahi jisne banaaye hain dono jahaan
woh mera raam hain mera rehmaan hai
sir jhukaaya toh dekhi kaashi
aur sajda kiya toh makka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hoon aadmi sadak ka

pichhe hat jaau yeh maine sikha nahi
pichhe hat jaau yeh maine sikha nahi
hogi manzil kaha yeh bhi socha nahi
jab badha hausla ghat gaya phaasla
jab badha hausla ghat gaya phaasla
rokne se kisi ke main rukta nahi
himmat hi mera tanga himmat hi mera ekka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hoon aadmi sadak ka

ek sadak hain yeh insaan ki zindagi
ek sadak hain yeh insaan ki zindagi
iske har mod par milte gam aur khushi
jo bhi ghabraaya woh reh gaya raah me
jo bhi ghabraaya woh reh gaya raah me
aur gaya jo usi ko hain manzil mili
thokar ko maari thokar aur dhakke ko maara dhakka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hu main hu main hu aadmi sadak ka
koyi kaam nahi hain mushkil jab kiya iraada pakka
ke main hoon aadmi sadak ka
ke main hoon aadmi sadak ka
Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Music: Ravi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Sadak-Ka/Mere-Yaar-Ki-S
ameer se hoti hai gariib se hoti hai
dur se hoti hai qarib se hoti hai
magar jahaan bhi hoti hai ai mere dosto
shaadiyaan to naseeb se hoti hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
yaar ki shaadi hai, mere dildar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
lagta hai jaise saare sansaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

vaqt hai khubsurat bada shubh lagan muhurat
dekho kya khub jami hai dulhe ki bholi surat
dulhe ki bholi surat
kushi se jhume hai man mila sajanii ko saajan
kaise sanjog mile hai choli se bandh gaya daaman
choli se bandh gaya daaman
ek maasum kali se mere gulzaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

o sun mere diljaani teri bhi ye jawani
shuru ab hone lagi hai nai teri zindagani
nai teri zindagani
kushi se kyon itaraaye ahaa
aaj tu hame nachaaye vaqt vo aane vala o ho
dulhaniya tujhe nachaaye, dulhaniya tujhe nachaaye
kisi ke sapno ke solah singaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

taare tod-tod laau tere sehare ko sajau
phool raaho me bichhaunga main pyar ke
taare tod-tod laau tere sehare ko sajau
phool raaho me bichhaunga main pyar ke
aaj lunga main balaaye dunga dil se duaye
daal gale me baahe ab yaar ke
daal gale me baahe ab yaar ke
ek chaman se dekho aaj bahaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
yaar ki shaadi hai, mere dildar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
lagta hai jaise saare sansaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
Bura Na Maano Yaar
Music: Ravi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Sadak-Ka/Bura-Na-Mano-Y
bura na mano yaar dosti yari me
bura na mano yaar dosti yari me
masti me kuch kahta hai kahta hai
chahe gali deta hai deta hai
gali me hai pyar dosti yari me
har gali me hai pyar dosti yari me
bura na mano yaar dosti yari me
bura na mano yaar dosti yari me

har bat ko napo tolo bhai har bat ko napo tolo
jis bat ko tum na samjho wo bat kabhi na bolo
wo bat kabhi na bolo bhai wo bat kabhi na bolo
us bat ki kimat jano jo bat zuba pe aaye
jo bat banane aaye hai wo bat bigad na jaye
ho jaye na takrar dosti yari me
ho jaye na takrar dosti yari me
ho jaye na takrar dosti yari me
har gali me hai pyar dosti yari me
bura na mano yaar dosti yari me

dete rahe humko dhokha tum pyar ka hath badha ke
pyar ka hath bhada ke bhai pyar ka hath badha ke
tum dono bade chor nikle hamare dil ka chain churake
dil ka chain churake bhai dil ka chain churake
tum kya jano hai kya kya dil me arman hamare
hum badle sabhi chukaye jitne ehsan tumhare
ye karte hai ikrar dosti yari me
ye karte hai ikrar dosti yari me
ye karte hai ikrar dosti yari me
har gali me hai pyar dosti yari me
bura na mano yaar dosti yari me
lo hum bhi hai taiyar dosti yari me
advance das hajar dosti yari me
lo badla hai sansar dosti yari me
beda hua hai par dosti yari me
beda hua hai par dosti yari me
Aaj Mere Yaar Ki Shaadi Hai
Music: Ravi
Lyricist: Verma Malik
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Sadak-Ka/Aaj-Mere-Yaar-
amir se hoti hai garib se hoti hai
dur se hoti hai karib se hoti hai
magar jaha bhi hoti hai ae mere dosto
shaadiya to nasib se hoti hai

aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
yaar ki shaadi hai
mere dildar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
lagta hai jaise sare sansaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

waqt hai khubsurat bada shubh lagan muhurat
dekho kya khub jachi hai dulhe ki bholi surat
dulhe ki bholi surat
khushi se jhume hai man mila sajni ko saajan
kaise sanjog mile hai choli se bandh gaya daman
choli se bandh gaya daman
ek maasum kali se mere gulzar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

o sun mere diljani
teri thi ye jawani shuru ab hone lagi hai
nayi teri zindgani
nayi teri zindgani
khushi se kyu itraye
aha aaj tu hume nachaye
waqt wo aane wala
o ho dulhaniya tujhe nachaye
dulhaniya tujhe nachaye
kisi ke sapno ke solah singaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai

taare tod tod laau tere sahre ko sajau
phul raaho me bichhau main pyar ke
phul raaho me bichhau main pyar ke
aaj lunga main balaye dunga dil se duaye
daal gale me ye baahe ab yaar ke
daal gale me ye baahe ab yaar ke
o ek chaman se dekho aaj bahaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
yaar ki shaadi hai
mere dildar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
lagta hai jaise sare sansaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
aaj mere yaar ki shaadi hai
Basti Basti Nagri Nagri
Music: Ravi
Lyricist: Verma Malik
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Aadmi-Sadak-Ka/Basti-Basti-Na
basti basti nagri nagri kah do gav gav me
kal tak the jo sar pe chade wo aaj pade hai pav me
re basti basti nagri nagri kah do gav gav me
kal tak the jo sar pe chade wo aaj pade hai pav me
itni chhoti si galti ki itni badi saza na do
bhul ki mafi mang raha hu ab to mujhko maf karo
bhul ki mafi mang raha hu ab to mujhko maf karo
abhi to tumko pata chalega kya hai aate dal ka bhav
apni karni ka phal bhogo mafi wafi bhul jao
apni karni ka phal bhogo mafi wafi bhul jao

are waqt badalte der lage na
waqt badalte der lage na us malik se kuch to daro
husn pe itna na itrao kal ki bhi kuch fikar karo
husn me kitni takat hai tum bhul gaye nadani me
sharam hai kuch to dub maro tum ab chulu bhar pani me
sharam hai kuch to dub maro tum ab chulu bhar pani me
bahut niradar hua hamara raha nahi dil par kabu
todke bandhan duniya ke ab hone chale hai hum sadhu
ab hone chale hai hum sadhu

barso lag jayenge bhaiya ugne me asali dadhi
isiliye jhole me rakh kar laya hu nakli dadhi
yadi kuwari kanya koi sankat me fas jayegi
tod samaadhi madad karunga jab bhi wo chillayegi
alvida alvida alvida alvida alvida
alvida ae duniya walo kaha suna bisra dena
mere hriday ki dukhad katha tum is yantar se sun lena
jai shankar
yantar band kiya to kya
yantar band kiya to kya hum duni yahi ramayenge
bachhe bachhe ko bachha ab sari katha sunayenge

jai ho jai ho swaami ji ki
bhed jagat ka chhupa hai swami aaj tumhari aankho me
unpar aancha na aaye jinki laaz tumhare hatho me
phenk do jhola noch lo dadhi dadhi
phenk do jhola noch lo dadhi
apne dil ko saf karo
humne apni galti mani ab to humko maf karo
dost ka itna kare niradar apni nahi ye sewa hai
jo bhi cheli sharan me aaye usko milti mewa hai
basti basti nagri nagri kah do gav gav me
basti basti nagri nagri kah do gav gav me
kal tak the jo bigde bigde aaj hai apni baho me
kal tak the jo bigde bigde aaj hai apni baho me
aaj hai apni baho me